Another superbly rendered Atariya song from a popular Pakistani film.Haye ri main to oonchi atariya pe aai by Naseem Begum, film Aulad (1962), lyric Fyyaz Hashmi, music A Hameed _Song_21450.html
Wo Jo Hum Main Tum Main Qarar Tha Dedh Ishqiya
The use of atariya is very romantic here. Jhaalar laga dun: what an imagery! Enough to give privacy, but not blocking it completely from the outside world. One thing struck me somewhat odd. In the phrase main atariya pe I felt there was one syllable (maatra) short, and RDB had to stretch it artificially to set it to meter.
Ni her ek qatrai khoon danah hai tasbeeh marjan kaNa aaye satwate qatil bhi mane, mere nalon koLiya danton mein jo tinka, hua reesha neestan ka Dikhaonga tamasha, di agar fursat zamane ne Mera her dage dil ek tukhm hai sarwe chiragan kaKiya aiena khane ka woh naksha tere jalwe ne Kare jo partawe khursheed alam shabnamistan kaMeri tamer mein, muzmir hai ek soorat kharabi ki Huola barq-e-khirman ka, hai khoone garm dahkan kaUga hai ghar mein her so sabzai, werani tama shakir Madar, ab khodne par ghass ke hai mere darban kaKhamoshi mein nihan, khoon gashtah lakhon arzoain hainChirage murda hon, main be zuban gore gareeban ka Hnooz ek partawe nakshe khayale yar baqi hai
*******************************************Dost, gam khuari mein meri saee farmawenge kayaZakham ke bharne talak nakhun na bad jainge kayaBai niyazi had se guzri, bandai parwer! kab talakHum kahenge hale dil aap farma denge kaya?Hazrate naseh gar aawen, deda-o-dil farshe rahKoi mujh ko ye to samjha do ki samjhawenge kayaAaj wa'n taig-o-kafan bandhe huai jata hon mainUzar mere qatal kar ne woh ab lawenge kaya?Gar gaya naseh ne hum ko qaid, achcha, yon sahiYe junone ishq ke andaz chut jawenge kaya?Khanai zade zulf hain, zanjeer se bhagenge kiyonHain giraftare wafa, zindan se ghabrawenge kaya!Hai ab is mamoorah mein qahte game ulfat, AsadHum ne mana dilli mein rahenge khawenge kaya*******************************************
Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hoataDuboya mujh ko hone ne, na hota main to kaya hoata!Hua jab gam se yon bahees, to gam kaya ser ke katne kaNa hota gar juda tan se, to zano per dhra hota
Yak ulfat baish nahin saiqale aiena hunozChak karta hon, main jab se gariban samjha Sherhe asbabe giraftari khtir mat poochIs qadar tang hua dil ki main zindansamjhaBadgumani ne chaha use ser germe khramRukh oe her qatrah araq dedai hairan samjhaAjz se apne ye jana ki woh bad kho hogaNabze khas se tapishe shola sozan samjhaSafre ishq mein ki zof ne rahat talabi
Her qadam saie komain apne shabistan samjhaTha gurezan masrai ya rse dil ta dame maergDafye paikane fiza is qadar asan samjha Dil diya jan ke kiyon us ko wafadar asad!Galti ki kih jo kafir ko musalman samjha
Huie takheer to kuch baise takheer bhi tha!Aap ate the magar koi ana geer bhi tha! Tum se baija hai mujhe apni tabahi ka gilaUs mein kuch shaibakhoobiye taqdeer bhi thaTo mujhe bhool gaya ho to pata batla doonKabhi fitrak mein tere koi nkhcheer bhi tha?Qaid mein hai tere wahshi ko tere zulf ki yadHan kuch ek runj giran bariye zanjee bhi thaBijli ek kond gaye ankhon ke agey to kaya!Bat kerte, ki mein lub tashnai taqreer bhi thaUsuf usko kahon, aur kuch na kahe khair huyeeGar bigad baithey to main laiqe tazeer bhi thaDaikh kar gair ko kiyon ho na kalaja thandaNalah karta tha wale, talibe taseer bhi thaPaishe mein aib nhin, na ferhad ko nam
Gair yon karta hai meri pursish, us ke hijr meinBai takalluf dot ho jaide koi gamkhuare dostTaki main janon ki uski rasaie wan talakMujh ko daita hai payame wadai deedare dostJab ki main kerta honapna shikwai zofe dimagSer kare hai who hadeese zulf anber bare dostChupke chupke mujh ko rote daikh pata hai, agerHans ke karta hai bayan shokhiye guftare dostMehr bani haye dushma ki shikayt kijiyeYan byan kijiye sapase lazzate azare dostYe gazal apni mujhe ji se pasan ati hai aap
Gher jab bana liya tere derb per kahe bagairJane ga ab bhi too na mera gher, kahe bagairKahte hain, jab rahi na mujhe taqate sukhanJanon kisi ke dil ki main kiyon ker kahe bagairKam uska aa pada hai ki jis ka jhan mein Laiwey na koi nam sitamger kahe bagair
Zunnar bandh, subhai sad danah tod dalRahrao chaley hai rah ko hum war daikh kerIn ablon se paon ke ghbra gaya tha main Ji khush hua hai rah ko pur khaa daikh ker Kaya bad guman hai mujh se ki aiene mere Tooti ka aks samjhe hain zangar daikh kerGirni thi hum pe berqe tajalli na toor per Daite hain badah zerf qdah khuwar daikh kerSer fodna woh Ghalib shoridah hal ka
Her chand subuk dast huai but shikani meinHum hain to abhi rah mein hai sunge geran aurHai khoone jigar josh main, dil khol ke rotaHote jo koi dedai khoon nabah fishan aurMerta hon is awaz pe, her chand ki ser ud jaaiJallad ko lakin woh kahe jaien ki "han' aur" Logon ko hai khurshide jahan tab ka dhokaHer roz dikhata hon ek dage nihan aur
maqdoor hoto sath rakhon nauhager ko mainchoda na rashk ne ki tere gherka nam loonher ek se poochta hon ki jaon kidher ko main?Jana pada raqeeb ke der per mujhe hazarAi kaash !janta na tere rahguzer ko mainHai kaya jo kas ke bandhe meri bladre
Khuahish ko ahmaqon ne ne perastish diya qararKaya pojta hon us bute baidad ger ko main?Phir baikhudi mein bhool gaya rah koye yaarJata wager nah eik din apni khaber ko mainApne pe ker rah hon qyas ahle daher kaSamjha hon dil pazeer mataye hunar ko mainGhalib ! khuda kere kih saware samande naazDaikhon ali bahar dare aali guher ko main
Zikr mera, bah badi bhi use manzoor nahinGhair ki baat bigad jaye to kuch door nahinWadai saire gulistan hai khusha tale shauqMazdai qatl muqadder hai jo mazkoor nahinShahide hastiye mutlaq ki kamer hai aalamLoog kaite hain ki hai, per hamein manzoor nahinQatrah apna bhi haqeeqat main hai dariya laikinHum ko taqleede tanak zerfiye mansoor nahinHasrat ai zauqe khrabi! Kih woh taqat na rahiIshq per arbdah ki gon tane rajoor nahin
Zulm ker zulm, agr lutfe daregh aata haiTo taghaful mein kisi rung se mazoor nahinSaaf durdi kashe paimanai jam main hum loogWaai ! woh badai kih afshurdai angoor nahinHon zuhoori ke muqabil mein khafayee GhalibMere dawe pe yeh hujjat hai kih mashhoor nahin
Jo aaon samne un ke to merhaba na kaheinJo jaon wan se kahin ko to khai bad nahinKabhi jo yaad bhi aata hon main to kahte hainKi aaj bazam mein kuch fitna-o-fasad nahinAlawah eid ke milti hai aur din bhi shrabGadaye koocha, maikhanah na murad nahinJahan ho shdi-o-gham bahem hamein kaya kaamDiya hai hum ko khuda ne woh dil ki shad nahinTum un ke wade ka zikr un se kiyon kion karo ghalib! Ye kaya ki tum kaho aur woh kahien ki "yaad nahin"
Yaa rab! Zamanah mujh ko mitata hai kis liye?Lauhe jahan pe herfe mukarrer nahin hon mainHad chahiye saza mein, aqoobat ke wasteAakhir gunah gaar hon kafir nahin hon mainKis waste azeez nahin jante mujhe ?
*******************************************Sab kahan kuch lala-ogul mein numayan ho gaienKhak mein, kaya sooratein hongi jo pinhan ho gaienYaad thin hum ko bhi runag rung bazma aaraiyanLaikin ab naqsh-o-nigare taaq nisiyan ho gayeinThin banat-un-nash gerdon din ko perde mein nihanShab ko un ke ji mein kaya aayee ki uriyan ho gaienQaid main yaqqoob ne na lee go na usuf ki khberLaikin aankhien rauzan deware zindan hogaienSab raqeebon se hon nakhush, per zanane misr seHai zulaikha khush kih mahwe maahe kanaan ho gaienJoai khon aankhon se bahne do ki haishame firaqMain yeh sajhonga kih shamien do farzan ho gaienI parizadon se lemgey khuld mein hum inteqamQudarate haq se yahi hoorien, agerwan ho gaienNeend uski hai, dimagh uska hai ratein uski hainTeri zulfien jis ke bazoo per parishan ho gaien 2ff7e9595c
Comments